
Cricket

Kaif ka Prasidh pe gussa: Arshdeep ko kyun nahi chuna?
Mohammad Kaif ne team management par thoda gussa dikhaya hai, kyunki Prasidh Krishna ko Arshdeep Singh ki jagah chuna gaya hai. Kaif keh rahe hain ki agar India ko 2027 World Cup jeetna hai, toh bowlers ko totals defend karna seekhna hoga—dew conditions ka bahana nahi chalega! Adapt karna padega, bhai!
few days ago | ajay_koushik




